1. Jab tum namaz na parho to matt socho ke waqt nahi mila; Balke ye socho ke tumse kaunsi ghalti hui ke, ALLAH ne tum ko apne saamne khara karna pasand nahi kiya...............!! Think About It !!!!
2. Agar TAWAKAL SEEKHNA Hai To PARINDON se SEEKHO,..!! Ke Jab Wo SHAAM Ko GHAR WAPIS Jaate Hain, ... To UnKi CHONCH Mein Kal Ke Liye Koi DAANA Nahi Hota...!!
3. Jo EEMAAN itna kamzor ho ke chal kar MASJID tak na le jaye............!! Woh bhala QAYAMAT ke din JANNAT mein kise le kar jayega..? THINK ABOUT IT.............................!!
4. Har koi chahta hai k mujhey KAMIYABI mil jaye, lekin jab masjid sey din main 5 dafa awaz aati hai "HAYYA ALAL FALAH",, "Aao Kamiyabi ki Taraf".... to us taraf janey ki hum zehmat nahi kertey... afsos k jis cheez ko wo sari zindagi har jagah talash kar k bhi hasil nahi ker saka, wo to khud usey apney paas bula rahi hai ....... Sochen .... Zara Sochen...
5. ALLAH RAB UL IZZAT ne farmaya "Agar main ne tamam batain qismat main likhni hotin to main apne bande ko Dua mangna na sikhata".
Koshish karo k tum Dunia me raho Dunia tum me na rahe Q-k kashti jab tak pani me rehti hai, khob terti hai, lekin jab pani kashti me a jata hai to wo dub jati hai ( Hazrat Ali ) JazakhAllah
No comments:
Post a Comment